Wednesday, October 12, 2011

ek divashiya dharana aur pradarashan ka karyakarma

priya vle bandu
namaskar

apko suchit kiya jatahai ki 14-10-2011 din friday ko patna j.p.golambar (gandhi maidan ) me bihar ke chief minister sri nitish kumar ke samaksh ek divashiya dharana aur pradarashan ka karyakarma rakha gaya hai jisme nitish jee se minla aur vle ki present isthiti se avagata karana hai atah hum hum sabhi bihar ke vle ka kartavaya hai ki us din hajaro ki sankhaya me patna pahunch kar apni chattani akta ka parichaya dekar karyakaram ko saphala banae

note:-kiripya es suchana ko adhik se adhik vle ko mobile me massage karen apka vishwashi vle pariwar

contact-i.k.sudhakar- jahanabad 9304067238
gajanand pandey nawada-9386281377
murari singh patna-9234324556
shaktinath priyadarashi-9304675426
b.k.agarwal rohatas-9955906299
ajay kumar prasad sitamadhi-9431629449
vivekanand jahanabad-9931427638

No comments:

Post a Comment